Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 27

Urdu Sad Shayari

Sad Poetry

Sad Shayari

Poetry

Shayari
Bai wajh chor gayai ho
bas itna batao kaih sakool mila kaih nahe
.
Ayai thy muhabbat sikhany
Daikh kar Ishq maira mureed ho gayai
.
Aaj udaasi itni hai kaih mujhy
kuch nahe chaheyai tum bhi nahe
.
Aisa badla hun tairy shaihr ka paani pee kar
Jhoot bolun to nadamat nahe hoti mujh ko
.
Baatain to mairy pass bohut hain
Khair choro deewaro kai mou kya lagna

Comments