Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 35

Poetry In Urdu

Shayari In Urdu

Poetry Urdu

Shayari Urdu

Picture Shayari
Na-gawara guzarta hai yai taira toot kai bikhar jana
Simat jaun taihr jaun youn hum ko barbad na kar jana
.
Kal tak thi maire jaan taire dosti par fida
Taire bai rukhi ny aaj hamai anjam-e-wafa bata deya
.
Saari gawaheya to mairy Haq mai aagae
Laiken maira bayaan hi mairy khilaaf tha
.
Aik dunya mujh sy thi rothi hove
Tu ny bhi tukhra deya acha keya
.
Sara din lag jata hai khud ko samaithny mai
phir raat ko taire yaad ki hawa chalti hai aur hum bikhar jaty hai

Comments