Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 8

Urdu Sad Poetry

Sad Urdu Poetry

Urdu Sad Shayari

Sad Poetry

Sad Urdu Shayari

Shayari Poetry

Poetry Shayari

Sad Poetry

Sad Shayari

Urdu Poetry

Urdu Shayari

Hamai muskuranai ki zaroorat kya hai sarkaar,,,*
.
.
Marnai waly to younhi mar jayaingy...!
---
Apni taihreer sy kuch aisa ubharunga tujhy,,,*
.
.
Parhny waly taire tasweer bana dalygy...!
---
Khud kalaami ajeeb hoti hai,,,*
.
.
Khud sy batain aur Aap ki baatain...!
---
Hairat hai mujhy ko apni mehdood soch par,,,*
.
.
Hum taire justojo sy agay na ja sakay...!
---
Wo na milain to kya hua,
Yai Ishq hai hos nahe,
.
.
Mein unhi ka tha unhi ka hun,
Wo mairy nahe to na sahi...!
---
Rishto ko kuch es tarh bacha leya karo,,,*
.
.
Kabhi maan leya karo kabhi mana leya karo...!
---
Khyaal unhi kai atay hain jin sy dil ka rishta ho,,,*
.
.
Har shakhs apna ho jayai sawaal hi paida nahe hota...!
---
Kamaal karty hain hum sy nafrat karny waly bhi
.
.
Mehfil khud ki rakhty hain, aur zikar hamara karty hain...!
---
Mein tabah hun tairy pyaar mein,
Tujhy dosro ka khyaal hai,
.
.
Kuch mairy masly par ghor kar,
Maire zindagi ka sawaal hai...!
---
Hum bany thy tabah hony ko sahib,
.
.
Es ka melna to aik bahana thaa...!
---

Comments